Aankhon Ki Chamak, In Palkon Ki Shaan Ho Tum,
Chehre Ki Hansi, Mere Labon Ki Muskaan Ho Tum,
Dhadakta Hai Dil Sirf Tumhari Hi Chaahat Mein,
Phir Kaise Na Kahu, Ke Meri Jaan Ho Tum,
Dekha Nahi Ab Tak Jisse Wo Anjaan Ho Tum,
Ehsaason Mein Base Huye Armaan Ho Tum,
Aise Hi Nahi Huya Dil Diwana Aap Par,

Mere Kalam Ki Zubaan, Meri Pehchaan Ho Tum,
Dil Par Jo Likh Diya Hai, Wo Nishaan Ho Tum,
Saansein Nahi Yaar Maangte Hai Muqaddar Mein,

Meri Jeene Ki Wajah, Dhadkano Ki Aan Ho Tum,
Saaya Ban Kar Chale Jo, Mere Aasmaan Ho Tum,
Udasiyon Ki Zindagi Se Mujhe Nikala Hai Tumne,
Phir Kaise Na Kahu, Ke Meri Jaan Ho Tum...!!!
AVTAR RAYAT

No comments:
Post a Comment