Wednesday, August 6, 2014

***Bachpan Yaad Kar Waqt Ruk Jaata Hai***

Aaj Bhi Bachpan Yaad Karke
Ye Waqt Ruk Sa Jaata Hai,
Papa Dwaara Ki Mehnat Aage,
Sar Mera Jhuk Jaata Hai,
Waqt Badla...Duniya Badli...
Har Ek Rishta Taar Taar Hai...
Papa Aapka Beta Aaj Bhi..
Aapki Daant Ka Karazdaar Hai,
O Papa...Aapka Beta Aaj Bhi...
Aapki  Daant Ka Karazdaar Hai...!!!

AVTAR RAYAT Avi

No comments:

Post a Comment